Posts

T.V Dekhne Waalaa Imaam

*T.V Dekhne Waalaa Imaam←❞❥●❱* *Teli Vision Yaane T.v.dekhne Waale Imaam Ke Peeche Namaz Padhna Kaisaa?* *➡Jawab* Teli-Vision Yaane T.v. Dekhna Haraam Wa Naa-Jaaez Hai, Aur Is Ko Dekhne Waale Faasique Hain Lihaza Aese Logo Ke Peeche Namaz Padhna Jaaez  Naheeñ.  *༺༄⊰📚[●Fatawa Faqeehe Millat, Jild-awwal, Safa Number-115 & 116●]⊱༆༻*

Taraweeh

*مدرسہ حنفیہ وارث العلوم* *मदर्सा हनफिया वारिसुल उलूम*                          *हिस्सा_06*                      *रमज़ानुल मुबारक*                          *तरावीह* *_______________________________________* *_नमाज़े तरावीह़ मर्द व औरत सबके लिए सुन्नते मुअक्किदह है इसका छोडना जायज़ नहीं,_* *📕दुर्रे मुख्तार जिल्द 2, सफह 596* *📕बहारे शरीअत हिस्सा,4 सफह 688* *📕हमारा इस्लाम सफह 252* *_हुज़ूर सल्लल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम नें खुद तरावीह़ की नमाज़ पढ़ी और इसे बहुत पसंद फरमाया_* *📕बहारे शरीअत हिस्सा 4,सफह 688* *_हज़रते अबू हुरैरह रज़ियल्लाहु तआला अन्हु ने कहा कि हुज़ूर  सल्लल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम नें इरशाद फरमाया कि, जो शख्स सच्चे दिल से सवाब की नियत से तरावीह़ की नमाज़ पढे़ तो उसके अगले गुनाह बख्श दिऐ जाते हैं_* *📕मुस्लिम शरीफ,जिल्द 1 सफह 259* *📕मिशकात शरीफ सफह 114* *📕अनवारूल ह़दीस सफह 115* *_तरावीह जमाअत से  पढ़ना सुन्नते कफाया है,यानि अगर मस्जिद के सब लोग छोड़ देंगे तो सब गुनहगार होंगे और अगर किसी एक नें घर में तन्हा पढ़ ली,तो गुनहगार नहीं मगर ऐसे शख्स का जिसके वजह से जमाअत बड़ी होत

Zakaat

👉  Sawal no :- 👇👇👇👇👇👇 Zakaat Dene Me Niyyat Ki Kya Ahmiyat Hai...? 👉 Jawab :- 👇👇👇 👇👇 👇 Zakaat Adaa Karne Ke Liye Niyyat  Zaruri Hai_ Agar Saal Bhar Kheraat Ki, Baad Me Niyyat Ki Ke Jo Diya Zakaat Hai, Is Tarah Zakaat Adaa Na Huwi_ 👉Sawal no :- 👇👇👇👇👇👇 Kya Mustahaq Ko Dene Me Zakaat Ka Batana Zaruri Hai...? 👉 Jawab :- 👇👇👇👇👇👇 Zakaat Dene Me Ye Batana Zaruri Nahi Ke Ye Zakaat Hai Is Liye Dil Me Zakaat Ki Niyyat Karke Mustahaq Azeezon Ko Mali Madad Ya Eidi Wagairah Ke Tour Par Bhi Zakaat De Sakte Hain_ 📚 Reference:- 📗 Deeni Taleem (Hazrat Allama Syed Shah Turab Ul Haq Sahab)

Roze Ki Halat Me Nakhun Or Baal Katwana Ya Zere Naaf Katarna Kesa ?

*🌹SAWAL:-🌹* Roze Ki Halat Me Nakhun Or Baal Katwana Ya Zere Naaf Katarna Kesa ? *🌹JAWAB:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎ Roze Ki Halat Me Baal Tarashwana, Mooe Zere Naaf Mundna, Nakhun Tarashna Wagairah Sab Jaiz He, Or Mufside Som (Roza) Nahi. *📚(Fatawa Baraily Shareef, S-358)* *_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_* *🗓️30 April 2020, 6 Ramzanul Mubarak 1441 Hijri* 📲+918487928693

Roza Ke Masail

👉  Sawal no :- 👇👇👇👇👇👇 Jo Roza Rakhkar Bure Kaam Nu Chode, Uske Mutaaliq Kya Hukm Hai...? 👉 Jawab :- 👇👇👇 👇👇 👇 Aaqa O Maula Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya, "Jo Rozedaar Buri Baat Kahna Aur Bure Kaam Karna Na Chode, ALLAH TA'ALA Ko Uske Bhukhe Piyase Rehne Ki Kuch Parwaah Nahi "- Ek Aur Irshad Hai, "Roza Mahaz Khane Pine Se Baaz Rahne Ka Naam Nahi Balke Roza Ki Asal Ye Hai Ke Lagu Aur Behudo Baato Se Bacha Jaye "_ 👉Sawal no :- 👇👇👇👇👇👇 Agar Rozedaar Bhulkar Kha Pile To Kya Roza Toot Jaeyga...? 👉 Jawab :- 👇👇👇👇👇👇 Bhulkar Khane Pine Se Roza Nahi Tootta Lekin Jab Yaad Aajaye To Fouran Ruk Jayen Aur Jo Chij Mu Me Ho, Usse Mu Se Nikaal De_ Agar Usse Nigal Liya To Roza Toot Jaeyga_ 📚 Reference:- 📗 Deeni Taleem (Hazrat Allama Syed Shah Turab Ul Haq Sahab)

Qayamat Ke Qareeb Jahaalat Hi Jahaalat Hogi

*❰●♡❝→Qayaamat Ke Qareeb Jahaalat Hi Jahaalat Hogi←❞❥●❱* Qayaamat Ki Nishaaniyoñ Meñ Se Hai Ke Îlm Uth Jaaegaa Aur Jehel Hi Jehel (Jahaalat Bohot Zyaadah Tădaad Meñ) Zaahir Hogaa. Aur Sharaab Pee Jaaegi Aur Zinaa Phail Jaaegaa...  *•📚Hadith No 80 Book Name Sahih Bukhari Sharif

Roze Ki Halat Me Mani Nikalna

*🌹SAWAL:-🌹* Agar Mani Roze Ki Halat Me Nikal Gai Bina Kuchh Kiye To Uska Roza Tootta He Ya Nahi ? *🌹JAWAB:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎ Bagair Kuchh Kiye Mani Nikalne Se Roza Nahi Tutega Haañ Us Par Gusl Wajib Ho Jayega, Sarkar Aala Hazrat Alaihir Rahmato Ridwan Farmate He, Mujrad (Sirf) Khayal Baandh Ne Se To Roza Aslan Nahi Jata Agarche Usi Halate Tasawwur Hi Me Shahwat Ke Sath Inzal Ho Jaye, Haañ Liptaane Ya Bosa Lene Ya Hath Lagane Ki Halat Me Agar Inzal Ho To Roza Fasid Ho Kar Qaza Lazim Aayegi Or In Af'aal Ke Khatm Ke Baad Shahwate Hunooz Baqi Rahi Or Us Halat Me Ki Ye Aurat Ke Jism Se Juda He Mani Utri Or Ba-Shahwat Nikal Gai To Agarche Gusl Wajib Hoga Magar Roza Na Jayega Ki Ye Inzal Un Af'aal Se Na Huva Balki Mujrad (Sirf)Tasaawur Huva, *📚(Fatawa Razviya, J-10, S-484)*